Imagine its the 65’s war going on, sons of the motherland giving tough time to the enemy. The whole nation is one and united. And the melodious voice of Madam Noor Jahan airs on Pakistan Radio, singing Aye Watan Ke Sajeele Jawano, Mere Naghme Tumhare Liye Hain. It was a strong morale booster and still is.
Ay Watan Ke Sajeelay Jawano Urdu Lyrics
Lyrics in Roman
Aye Watan Ke Sajeele Jawano,
Mere Naghme Tumhare Liye Hain
Aye Watan Ke Sajeele Jawano
Sar faroshi Hai Emaan Tumhaara,
Jurratoon Ke Paristaar Ho TumJo Hifazat Kare Sarhadoon Ki,
Woh Falak Boos Deewar Ho Tum
Aye Shuja’at Ke Zinda Nishaanoon,
Mere Naghmay Tumhare Liye HainBiwioon, Maaoon, Behnoon Ki Nazrain,
Tum Ko Dekhain To Youn Jagmagaaen
Jaisey Khaamoshiyon Ki Zubaan Se,
De Rahi Hon Wo Tum Ko DuaayenQaum Ke Aey Jarri Pasbaanoon,
Mere Naghmay Tumhare Liye Hain
Mere Naghme Tumharay Liye HainTum Pey Jo Kuch Likha Shaairon Nay,
Us Mei Shaamil Hay Awaaz Meri
Urr Ke Pohncho Ge Tum Jis Falak Par,
Saath Jaaye Gi Parwaaz MeriChand Taaro Kay Aey Raazdaro,
Merey Naghme Tumhare Liye Hain
Merey Naghme Tumharay Liye Hain
thank you its amazing reading this made my day.
Hi I’m Mariya Khan’s Nutritionist and Diet Planner Poetess and Song Writer
Your content is knowledgeable
I request plz mention Song writer name also on it .